
Many Unforgettable Dialogues of Once Upon A Time In Mumbaai Dobara
Peene ki capacity, jeene ki strength, account ka balance aur naam ka khauf … kabhi bhi kam nahi hona chahiye
Agar main hero ban gaya … toh meri pehchaan bura maan jayegi
Mujhe achcha banne ka koi shaunk nahi hai … suna hai upar waala achche logon ko bahut jald apne paas bula leta hai
Chaubees ghante ka time hai … khud nahi aayi toh is Ravan se bachane ke liye koi Ram nahi aane waala
Ladki jab roti hai na bahut saare reasons hote hai … par jab ladka rota hai … reason ladki hi hoti hai
Kisi ki itni baddua bhi mat lo … ke log duaon mein tumhari maut maange
Maan gaya toh thik hai … varna galat kaam toh main bachpan se karte aa raha hoon
Naam apna bada na ho … par humne kaam kabhi chote nahi kiye hai
Mera naam hi kaafi hai … logon ke pasine chhudane ke liye
Aadmi toh auraton ke hote hai … mujhe mard chahiye, mard
Aaj kal pyar na naukrani jaisa ho gaya hai … aata hai, bell bhajata hai, kaam karta hai aur chala jaata hai